Skip to main content

Posts

Showing posts from January, 2016

Analysis of song lryrics

Respected sir, Here is my views regarding this movie song and it’s lyrics,.. ‘Aadmi Azaad Hai.’ Aadami aazaad hai, desh bhi swatantra hai Raaja gaye raani gayi abb toh prajatantra hai  (Jan ke liye, jan ke dwaara, janata ka raaj hai Prajatantra sabse bada, hum sabko naaz hai) - (2) Vote chhota sa magar shakti mein anant hai Abb toh prajatantra hai - (2) Aadami aazaad hai, desh bhi swatantra hai Vote chhota sa magar shakti mein anant hai Abb toh prajatantra hai - (2) Aadami aazaad hai (jheeni jheeni jheeni jheeni re....) Aadami aazaad hai, desh bhi swatantra hai  (Khil rahi thi kali kali, mehke thi gali gali Aap tabhi saap huye, hum ho gaye chhipkali) - (2) Satta ki yeh bhuk vikat, aaj hai na ant hai Abb toh prajatantra hai - (2) Aadami aazaad hai Satta ki yeh bhuk vikat, aaj hai na ant hai Abb toh prajatantra hai - (2) Jheeni jheeni jheeni jheeni re....  (Arre jiski laathi usaki bhains, saap ne bana diya Hey note ki khan khan sunaak